"Data Science kya hai aur Statistics kyun zaroori hai?"

Опубликовано: 21 Октябрь 2024
на канале: Vista Academy
14
0

Data Science ek bahut hi tezi se badhne wala field hai jo duniya ke har sector mein kaam aa raha hai. Is video mein hum samjhenge ki Data Science kya hai aur iska kya role hai? Sath hi, hum discuss karenge ki Statistics Data Science ke liye itna zaroori kyun hai.

Agar aapko Data Science ke basics samajhne hai aur aap jaan-na chahte hain ki Statistics kis tarah se data ko samajhne aur analyze karne mein madad karta hai, to yeh video aapke liye hai. Is video mein hum kuch basic concepts ko bhi explain karenge jisse beginners ko Data Science ki duniya mein entry lene mein asani hogi.

Video highlights:

Data Science ka definition
Statistics ka importance in Data Science
Real-life examples aur applications
Beginners ke liye tips
Vista Academy
Address: 316/336, Park Rd, Laxman Chowk, Dehradun, Uttarakhand 248001
Phone: 094117 78145
https://www.thevistaacademy.com/